Aa aa aa aa aa aa, kabhi
khushi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
Aa aa aa, aa aa aa, aa aa
aa aa
(Meri saanson mein tu hai
samaaya
Mera jeevan to hai tera
saaya) - 2
Teri pooja karoon main to
har dam
Yeh hai tere karam, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
Meri saanson mein tu hai
samaaya
Mera jeevan to hai tera
saaya
Teri pooja karoon main to
har dam
Yeh hai tere karam, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
Subh-o-shyaam charno mein
diye hum jalaaye
Dekhe jahan bhi dekhe,
tujhko hi paaye
Oh, subh-o-shyaam charno
mein diye hum jalaaye
Dekhe jahan bhi dekhe,
tujhko hi paaye
In labon pe tera bas tera
naam ho - 2
Pyaar dil se kabhi bhi na
ho kam
Yeh hai tere karam, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
Yeh ghar nahin hai,
mandir hai tera
Is mein sadaa rahe tera
baseraa
Oh, yeh ghar nahin hai,
mandir hai tera
Is mein sadaa rahe tera
baseraa
Khushbuon se teri yeh
mahekta rahe - 2
Aaye jaaye bhale koi mausam
Yeh hai tere karam, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
(Meri saanson mein tu hai
samaaya
Mera jeevan to hai tera
saaya) - 2
Teri pooja karoon main to
har dam
Yeh hai tere karam, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
Aa aa aa aa aa aa, kabhi
khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi
khushi kabhi gham
=
Tidak ada komentar:
Posting Komentar